Chura Liya Hai Lyrics

Aankho se kajal kee tarah, phulo se khushbu kee tarah Dil ko chura liya hai tumne, chura liya Chura liya hai tumne, chura liya

Aankho se kajal kee tarah, phulo se khushbu kee tarah – (2) Dil ko chura liya hai tumne, chura liya Chura liya hai tumne, chura liya

O jana yeh kya kiya tumne – (2) Aankho se kajal kee tarah, phulo se khushbu kee tarah Dil ko chura liya hai tumne, chura liya Chura liya hai tumne, chura liya

Jikr teraa hawao se jab bhee kiya karte hain Yado me teree khushbu kaa ham maja liya karte hain Palko se nindo kee tarah, nindo se khwabo kee tarah Dil ko chura liya hai tumne, chura liya Chura liya hai tumne, chura liya

Tassavur teraa karte hain ham, kiye ja rahe hain aasheekee sanam Chura liya hai, chura liya hai, tumne chura liya hai

Aksar yeh sunte the ham, ishk toh hai divanapan Tumse milke jan gaye, sach kehte the log sanam Honto se hansee kee tarah, hansee se khushee kee tarah Dil ko chura liya hai tumne, chura liya Chura liya hai tumne, chura liya

O jana, yeh kya kiya tumne – (2) Chura liya hai tumne, chura liya – (3)